Papa Ke Liye Shayari in English is a beautiful way to show our love, respect, and gratitude for our father. Simple words and heartfelt lines can make your dad feel special and valued. Here, you’ll discover touching, original, and easy-to-understand Shayari that celebrate the strong bond we share with our papa
Papa Ke Liye Shayari in English

Papa ki mamta mein jo ehsaas hota hai,
Woh kahin bhi nahi bas unke paas hota hai.
Lakhon ki bhid me bhi jo Mera apna hai
Mere papa hi Mera har Sapna hai !!

Baap Ek Aisa Insaan Hai,
Jisake Saaye Mein Betiyaan Raaj Karati Hai❤️
Pita us diye ki tarah hain jo khud jalkar
Aulaad ka jeevan roshan karte hain.

Meri zindagi ka qissa tamam aap ho baba,
Meri zindagi ka doosra naam aap ho baba.
Tera Saath Zindagi Bhar Nahin Chaahie E Jindagee,
Bas Itana Samajh Le, Jab Tak Meri Beti Ka Saath Hai,
Tab Tak Zindagi Chaahie.

Safar suhana karte woh meri maa hai,
Aur jo har safar aasan karte woh mere papa hai..!!!
Betiyan baap ki aankhon mein chhupe khwab ko pehchaanti hain
Aur koi doosra us khwab ko padh le to bura maanti hain..

Pita ki muskaan mein chhupa hota hai pyaar,
Unke bina lagta hai jeevan bekaar.
Unki duaon se hum sab sambhalte hain,
Papa ke bina jeevan adhoora sa lagta hai.
Woh shakhs Soorma hain magar baap bhi to hai,
Roti khareed laaya hai talwaar bech kar..!!!
Papa Ke Liye Shayari in English Text

Paristhitiyon se ladte rehte hain par kabhi batate nahin
Dard to pita ko bhi hota hai par kabhi jatate nahin !!
Poora duniya chahe kyon na mere khilaaf ho,
Bas mere kandhe mein mere papa ka haath ho.
Bhookha nahin soya kabhi majboor bankar
Apne sapne bechkar khilaya baap ne mazdoor banakar!
Apne aansuon ko andar hi andar peena seekh jaoge
Agar pita ki umr dekhoge to jeena seekh jaoge
Meri izzat, meri shohrat, mera rutba, mera maan hai pita,
Mujhe himmat dene wala mera abhimaan hai pita!!
Papa Kee Hansee Mein Chhupa, Har Dard Ka Ilaaj Hai,
Unakee Duaon Mein Basee, Har Khushiyon Kee Talaash,❤️
Betee Hoon Papa Kee, Unakee Duaon Ka Asar,
Unakee Shubhakaamanaon Mein, Har Din Ek Naya Saphar❤️
Kitni door jaana hota hai, pita se,
Pita jaisa hone ke liye..!!!
Papa ka pyaar chaand ki tarah hota hai,
Jo rahte to hamesha saath mein hain,
Bas mahsus raat ke andhere mein hote hain.
Meri izzat, meri shohrat, mera rutba, mera maan hai pita,
Mujhe himmat dene wala mera abhimaan hai pita!!
Baap woh azeez hasti hai
Jiske ek paseene ki boond bhi aulaad ada nahi kar sakti..!!!
Duniya main baap k Pyaar se
Achi Koi Daulat nahi hoti.
Mummy Papa Ke Liye Shayari in English

Daulat bhi milegi tumhe aur shohrat bhi milegi
Maata pita ki seva karo tumhe jannat bhi milegi !
Use jarurat nahi kisi pooja aur paath ki,
Jo har din seva karta ho apne maa-baap ki !
Meri duniya mein itni jo shoharat hai,
meri mata-pita ki badolat hai.
Khushi ka har lamha paas hota hai
Jab maa baap ka saath hota hai !!
Meri izzat, meri shohrat, mera rutba, mera maan hain pita
Mujhe himmat dene wala mera abhimaan hai pita !!
Maa ki mamta se duniya mehakti hai
Papa ki chhaav mein zindagi sajti hai !!
Aapki mamta humein har gham se bachati hai,
Papa, aapki duaayein humein sambhalti hain.
Duniya mein ye do insaan kabhi hamara sath nahi chhodte,
Pehli hi hamari maa aur doosre hai hamare pita !
Sab kuch mil jaata hai duniya mein magar
Yaad rakhna ki bas maa-baap nahi milte
Murjha kar jo gir gaye ek baar daali se
Ye aise phool hain jo phir nahi khilte…
Pyar sirf Mummy-Papa ne jataaya
Duniya ne to bas apna faayda uthaya.
Papa Ke Liye Shayari in English in Hindi

Jeb Khali Ho Phir Bhi Mana Karte Nahi Dekha
Maine Pita Se Ameer Insaan Nahi Dekha.
Jeevan mein pita ki maujoodgi aisi hoti hai,
Jaise duniya mein sooraj ki maujoodgi hoti hai.
Papa ki hansi mein chhupa, har dard ka ilaaj hai,
Unki duaon mein basi, har khushiyon ki talaash,
Hazaaron ki bheed mein bhi pehchaan lete hain
Papa kuch kahe bina hi sab jaan lete hain !!
Maa-baap ka haath pakadkar rakhiye,
Logo ke paav pakadne ki zarurat nahi padegi..!!!
Jab bhi walid ki jafa yaad aayi,
Apne daada ki khata yaad aayi.
Na Unhe Dhoop Dikhayi Deti Hai,
Na Hi Unhe Raat Dikhayi Deti Hai,
Wo Hamare Pita Hi Hai
Jinhe Sirf Hamari Khushiyan Dikhayi Deti Hai !
Yaad nahi main sabse pehle kiski god mein gira tha,
Shayad usi ka haath tha jo sabse pehle mere sar pe phir tha…!
Meri baghwan se ek guzarish hai,
Chhoti si lagani ek sifarish hai,
Rahe jeevan bhar khush mere papa,
Bas itni si meri khwaahish hai.
Na kehte hain mohabbat hai, na dikhaate hain gham,
Zimmedariyon ke bojh se hain saje hum,
Bas dekh lijiye in aankhon mein, ek pitaa hain hum.
Father Status Papa Ke Liye Shayari in English

Ye jo baap ka pyaar hota hai na,A
sab pyaar ka baap hota hai..!!
Haseen humsafar ho to use mohabbat kehte hain,
Aur zindagi mein aap jaisa papa ho,
To use kismat kehte hain!
Tanhai mein jab beete lamhon ki yaad aati hai,
Kya kahen rooh bhi saath chhod jaati hai,
Beti ki khushiyon ki chhaon mein basi, har ek sukh ki meethi baat,
Uski chahak se sajta hai, ghar ka har kona aur har raat.
Meri Qismat Ka Sabse Bada Hissa Hain Mere Papa
Saari Duniya Se Upar Hain Mere Papa.
Tanhai mein jab beete lamhon ki yaad aati hai,
Kya kahen rooh bhi saath chhod jaati hai,
Yoo to duniya ke saare dard hans kar jhel leta hoon,
Magar jab bhi aapki yaad aati hai,
Aankhon mein aaye aansuon ko roke nahi paata hoon.
Nikaal ke jism se jo apni jaan deta hai,
Bada hi mazboot hai wo pita jo kanya-daan deta hai.
Bematlab ki is duniya mein wo
hi hamari shaan hai, kisi shakhs ke
wujood ki pita hi pehli pehchaan hai!
Zindagi ka har safar aasaan ban jaata hai,
Jab mere papa kehte hain beta tu chal main aata hoon..!!
Beti Papa Ke Liye Shayari in English

Beti ke nazaron mein papa hi hero hote hain,
jo uske har dukh aur dard ko zero kar dete hain.
Papa ke sang bitaaye har pal ki hai ek kahani,
Unki shikshaon mein hi chhupi hai zindagi ki rawani.
Betii ke hansate chehre mein, unke pyaar ki pehchaan,
Papa ke bina har khushi adhoori, yehi hai jeevan ki pehchaan.
Baap-beti ka rishta duniya mein sabse khaas hota hai,
Kyunki isi rishte mein sachche pyaar ka ehsaas hota hai!
Bhale hi ek ladki
Apni pati ki rani na ho,
Lekin apne pita ke liye
Wo hamesha ek rajkumari hoti hai !
Har zid, har farmaish ki papa ne poori pyaar ke saath,
Beti bhi hai jaanti naaz-nakhre chalte sirf papa ke saath!!
Maa Papa Ke Liye Shayari in English

Jis ghar mein maa-baap ki kadar nahi hoti,
Us ghar mein kabhi barkat nahi hoti,
Maa-baap ka dil jeet lo kaamyab ho jaoge,
warna saari duniya jeet kar bhi haar jaoge!
Apna sapna poora ho na ho apne maa-baap,
ke sapno ko kabhi khaak mein mat milana!
Jo jhuk jaaye maa-baap ke charanon mein,
Uski jholi kabhi khaali nahi hoti..!!
Main ghar mein sabse chhota tha, mere hisse mein maa aayi,
Aur jo har safar aasaan karte wo mere papa hain.
Bade Papa Ke Liye Shayari in English

Bachpan ke dinon ka har pal unka saath tha,
Bade Papa mere liye har dua ka haqdaar tha.
Jitni izzat dil mein maa ke liye hai,
Utni hi Bade Papa ke liye bhi hai.
Zindagi ke har mod pe jo chhaya ban gaye,
Wahi toh mere Bade Papa, mere baghwan ban gaye.
Unki muskurahat mein chhupi thi meri khushi,
Bade Papa ke bina adhoori thi har khushi.
Bade Papa ka pyaar, har mod pe saath tha,
Unka ashirwad hi toh har jeet ka raaz tha.
Daughter Papa Ke Liye Shayari in English

Zindagi ki har mushkil aasaan lagti hai,
Jab papa ki dua mere saath chalti hai.
Papa ki god mein duniya bas jaati hai,
Beti ke chehre pe muskaan aa jaati hai.
Na rakhta papa ne kabhi kuch apne liye,
Har dafa socha sirf meri khushi ke liye.
Papa ka pyaar kisi dua se kam nahi,
Unke bina zindagi mein kuch bhi kam nahi.
Papa ki baatein aaj bhi yaad aati hain,
Wo daant bhi pyaar jaisa lag jaati hain.
Conclusion
Expressing feelings with Papa Ke Liye Shayari in English is a special way to honor our dads and show how much they mean to us. Share these simple and heartfelt lines with your father today. Let your words make his day brighter and your bond stronger.
Ready to share your favorite Shayari with your papa? Comment your best line below and spread the love!
FAQs on Papa Ke Liye Shayari in English
Q1: What is Papa Ke Liye Shayari in English?
Papa Ke Liye Shayari in English is poetry written in simple English lines to express love, respect, and gratitude toward fathers.
Q2: Can I share Papa Ke Liye Shayari in English on Father’s Day?
Yes, these Shayari lines are perfect to share on Father’s Day or any day to make your papa feel loved.
Q3: Is Papa Ke Liye Shayari in English suitable for daughters and sons?
Absolutely. These Shayari are written so that both daughters and sons can relate and share with their papa.
Q4: How can I write my own Papa Ke Liye Shayari in English?
Use simple words, recall special moments with your papa, and try to express your true feelings from the heart.
Q5: Are these Papa Ke Liye Shayari in English easy to understand?
Yes, all Shayari here are simple and easy to understand, making them suitable for everyone.
Express your heart through words and remind your papa he’s loved, respected, and cherished—always.